Tajdar e Haram Lyrics Atif Aslam: Tajdar e haram Album song is sung by Atif Aslam, Music is given by Coke studio, Lyrics tajdar e haram, Atif tajdar e haram, Tajdar e haram meaning, Tajdar e haram sabri brothers.
Tajdar E Haram Lyrics – Lyrics Tajdar E Haram
Kismat mein meri
chain se jeena likhde
Doobe na kabhi
mera safeena likh de
Jannat bhi ganwara hai,
magar mere liye
Aye kaatib-e-taqdeer,
madina likhde
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram,
ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram,
ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke din
bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan
kya kahega jahan
Haami-e-bekasaan
kya kahega jahan
Aapke darr se khaali
agar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Koi apna nahi gham
ke maaray hain hum
Koi apna nahi gham
ke maaray hain hum
Aapke darr pe faryaad
laaye hain hum
Ho nigah-e-karam,
warna chokhat pe hum
Ho nigah-e-karam,
warna chokhat pe hum
Aapka naam le
le ke mar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Kya tumse kahoon
aye Arab ke kunwar
Tum jaanat ho
mann ki battiyaan
Darr furqat toh
aye ummi-laqab
Kaate na katath
hai ab rattiyaan
Turi preet mein
sudbud sab bisri
Kab tak rahegi
ye beqabri
Daah-e-ka pigan
duzdi da nazar
Kabhi sun bhi toh lo
humri battiyaan
Aapke darr se koi
na khaali gaya
(Aapke darr se koi
na khaali gaya)
Aapke darr se koi
na khaali gaya
Apne daaman ko bhar
ke sawaali gaya
(Apne daaman ko bhar
ke sawaali gaya)
Ho Habeeb-e-hazin, ho
Habeeb-e-hazin par
Bhi aaaq Nazar
Warna auraq-e-hasti
bikhar jayenge
(Ho habeeb-e-hazin
par bhi aaqa nazar)
(Warna auraq-e-hasti
bikhar jayenge)
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Maikashon aao aao
madine chalen
(Madine chalen, madine
chalen, madine chalen)
Maikashon aao aao
madine chalen
(Madine chalen, madine
chalen, madine chalen)
Aao madine chalen,
Aao madine chalen,
Isi mahine chalen
Aao madine chalen,
(Aao madine chalen)
(Aao madine chalen)
(Isi mahine chalen)
(Aao madine chalen)
Tajalliyon ki ajab hai
fazaa madine mein
(Tajalliyon ki ajab hai
fazaa madine mein)
Nigah-e-shauk ki hai
inteha madine mein
(Nigah-e-shauk ki hai
inteha madine mein)
Gham-e-hayat na
khauf-e-kazaa madine mein
(Gham-e-hayat na
khauf-e-kazaa madine mein)
Namaz-e-ishq karenge
adaa madine mein
(Namaz-e-ishq karenge
adaa madine mein)
Barah-e-raas hai
raahe-e-khuda
madine mein
Aao madine chalen
Aao madine chalen
Isi mahine chalen
Aao madine chalen
Maikashon aao aao
madine chalen
(Maikashon aao aao
madine chalen)
Dast-e-saaqiy-e-kausar
se peene chalen
(Dast-e-saaqiy-e-kausar
se peene chalen)
Yaad rakho agar
Yaad rakho agar
(Yaad rakho agar)
(Yaad rakho agar)
Uthgayi Ek Nazar
Jitne khaali hai sabb
jaam bhar Jayenge
(Yaad rakho agar)
(Uthgayi Ek Nazar)
Owww Nazar
Jitne khaali hai sabb
jaam bhar Jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Khof-e-toofan hai,
bijliyon ka hai darr
(Khof-e-toofan hai,
bijliyon ka hai darr)
Sakht mushkil hai
aaqa kidhar jayen hum
(Sakht mushkil hai
aaqa kidhar jayen hum)
Ap hi garr na lenge,
hamari khabar
Hum musibat ke
maaray kidhar jayenge
(Ap hi garr na lenge,
hamari khabar)
(Hum musibat ke
maaray kidhar jayenge)
(Tajdar-e-haram)
(Tajdar-e-haram)
Ya mustafa, ya mujtaba,
Eraham-lana, eraham-lana
Dast-e-hama, bechara ra
Daama tuhi, daama tuhi
Mann aasiyam, Mann ajizam
Mann bekasam, Haal-e-mara
Pursa tuhi, pursa tuhi
Pursa tuhi, pursa tuhi
Aye mushtub-e-zambar fishaan
Paike naseem-e-sub Haddam
Aye charagar insanafas
Aye moonis-e- beemer-e-Gham
Aye qaasid-e-parkhundapaye
Tujhko usi gul ki kasam
Innal tayari has saba
Yauman ila-ar-dil-haram
Ballig salami roza tann
Fi-han nabi-al-mohtaram
Tajdar-e-haram, ho
nigaah-e-karam
(Tajdar-e-haram,
ho nigaah-e-karam)
Hum ghareebon ke din
bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan
kya kahega jahan
(Haami-e-bekasaan
kya kahega jahan)
Aapke darr se
khaali agar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar E Haram Video